Definition:fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun
A sample from Amīr Khusrau’s works WAV 44k
ze ḥāl-e miskīṅ ma-kun taghāful daurārē naināṅ banaē battiyāṅ
cō tāb-e hijrāṅ na-dāram aē jāṅ nā leho hāhe lagāē chattiyāṅ
Definition:fā-‘i-lā-tun
fā-‘i-lā-tun fā-‘i-lā-tun fā-‘i-lun
A sample from Shaikh Jamālī Kanboh (1535)’s works
WAV 44k
āṅ parī rukhsār cūṅ shānah bah cōṭī mē kunad
āṅ darāz-e ‘āshiqāṅ rā ‘umr chōṭī mē kunad
Definition :
muf-ta-‘i-lun muf-ta-‘i-lun fā-‘i-lun
A sample from Bābā Farīd Shakar Ganj (d. 1265)’s works
WAV 44k
pand-e shakar ganj ba- dil jāṅ shunū
ẓāi ma-kun ‘umr keh hēhāt hai
Definition:ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun fa-‘ū-lun
A sample from Afẓal (d. 1625)’s works
WAV 44k
sunō sakhiyō! bikaṭ mērī kahanī
bhaī hūṅ ‘ishq kē gham sōṅ diwānī
Definiyion:ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun
A sample from Panḍit Candar Bhān Brahman (1574-1662)’s works
WAV 44k
khudā nē kis shahr andar haman kō lāē ḍālā hai
nah dil-bar hai nah sāqī hai nah shīshāh hai nah piyālāh hai
Definition:mus-taf-‘i-lun
mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun
A sample from Amīr Sajzī (1254?-1337?)’s works
WAV 44k
har laḥz̤ah āyad dar dil-am dēkhūṅ usē ṭuk jāē kar
gōyam ḥikāyat-e hijr-e khud bā ān ṣanam jīv lāē kar
Definition:fe‘-l fa-‘ū-lun fe‘-l fa-‘ū-lun fe‘-l fa-‘ū-lun fe‘-lun fa‘/
fā‘i fa-‘ū-lun / fe‘-lun fe‘-lun
WAV 44k
māī nah hōtī bāp nah hōtā karam nah hōtā kāyā
ham nahīṅ hōtē tum nahīṅ hōtē kaun kahāṅ tē āyā
Definition:fe‘-lun fe‘-lun fe‘-l fa‘ / fa‘il fe‘-lun fa‘
fe‘-lun fe‘-lun fe‘-l fa‘ / fā‘-lun fa‘il fa-‘ūl
A sample from Shaikh Bājan (15c. ) ’s works
WAV 44k
bhaūṅrā lēwē phūl ras rasiyā lēwē mās
mālī siṅcē ās kar bhaūṅrā khaṛā udās
Definition: fe‘-l fa-‘ū-lun fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fā‘ fa-‘ū-lun
A sample from Mīrāṅ Jī (d. 1496) ’s works
WAV 44k
kabhī nah rangī mehndī rangōṅ phūlōṅ bās nah āyā
ang nah rangiyā dantō us kē bhēnī nah haldōṅ kāyā
Definition: fe‘-lun fa‘l fe‘-lun fa‘ fa‘l fa-‘ū-lun fe‘-lun fā‘
A sample from Ashraf (1459-1528)’s works
WAV 44k
zainab ahē us kā nām nain salōnē jūṅ bādām
māthā jānūṅ sūraj lāṭ yā kē jānūṅ cānd alāṭ
Definition: fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fā‘  fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fā‘
fe‘-lun fe‘-lun fa‘ fe‘-lun  fe‘-lun fe‘-lun fā‘ fa-‘ū-lun
A sample from Qāẓī Mahmūd (1419-1534)’s works
WAV 44k
āp nah āyā nah bhējā kōī aise pachtāwē kītā rōē
qutb-e‘ālam tan jō mahō pā'ūṅ cun cun kaliyān sēj bichāūṅ
Definition: fā‘ fa-‘ū-lun fe‘-lun fe‘-lun  fā‘ fa-‘ū-lun fe‘-lun fe‘-lun
fā‘ fa-‘ū-lun fe‘-lun fa‘  fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun
A sample from Shaikh ‘Alī Jīv (d. 1515)’s works
WAV 44k
shāh-e shahāṅ haiṅ jē jag māhāṅ sēwā karēṅ jō tujh darbārā
ghauth qutb ‘ālam kīrē wārī jāwēṅ tujh par piyārā
Definition: fā‘ fa-‘ū-lun fe‘-lun fe‘-lun, fā‘ fa-‘ū-lun fe‘-lun fe‘-lun
A sample from Qāẓī Mahmūd’s works
WAV 44k
jāg
piyārī ab kyā sōwē Rain kanī tyūṅ din kyā khōwē
Definition: fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-l / fe‘-l
A sample from Fakharuddin Niz̤āmī (14c. )’s works
WAV 44k
bhalā
bhī tahīṅ munjh burā bhī tahīṅ
terē
pāē hōṅ chōṛ jā soṅ kahīṅ
Definition: mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun
A sample from Mushtāq’s works
WAV 44k
sūraj
kē gal meṅ cānd jyūṅ yūṅ tujh galē haikal disē
qurbān
us kē hāth par jin aē terī haikal ghaṛī
Definition: ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun
A sample from Mushtāq’s works
WAV 44k
ō kiswat kēsrī kartan caman miyānē calī hai ā
rahē khilnē kōṅ tyūṅ distī ō canpē kī kalī hai ā
Definition: maf-‘ū-l fā-‘i-lā-tun maf-‘ū-l fā-‘i-lā-tun
A sample from Lut̤fī’s works
WAV 44k
khalwat mēṅ sajan kē maiṅ mōm kī battī hūṅ
yak pāōṅ par khaṛī hūṅ jalnē parat pattī hūṅ
Definition: muf-ta-‘i-lun fā-‘i-lun muf-ta-‘i-lun fā-‘i-lun
A sample from Lut̤fī’s works
WAV 44k
marg
kā t̤ōt̤ī haryā mushk khat̤āī caṛiyā
rāt kā ‘anbar sariyā ṣubaḥ kī phūṭī kiran
Definition: mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun
WAV 44k
A sample from Shāh Ἁlī’s works
yeh jiū to rahtā nahīṅ haur man dūkh sahtā nahīṅ
Definition: ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun
A sample from Shāh Ἁlī’s works
WAV 44k
jō jiūṛā piū sūn lāgā
hae jis neh kī āgā
tinhōṅ kā lōbh sab bhāgā
Definition: fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
A sample from Khūb Muḥammad Chishtī’s works
WAV 44k
taqārub muthamman jō khūbeṅ kahē hai
chūṅ jin sō miṣr‘ē muthamman lahē hai
Definition: fā-‘i-lun fā-‘i-lun fā-‘i-lun fā-‘i-lun
A sample from Khūb Muḥammad Chishtī’s works
WAV 44k
baḥr sun jab tadāruk mēṅ āniē khūb tab fā‘ilun aṣal ōs jāniē
Definition: fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-l / fe‘-l
A sample from ‘Abdal’s Ibrāhīm Nāma
WAV 44k
kōī
bālōṅ darmiyān yūṅ māng cīr/disē jyūṅ kasōṭī mēṅ sōnē kī kīr//
kōī mukḥ udhar par sau la‘lī dharī/ rakhē ārsī bic kanwal pankhaṛī//
Definition: ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun fa-‘ū-lun
A sample from Ibn-e Nashātī (d. 1655)’s Phūl Bun
WAV 44k
sō dēkhā khāb mēṅ darvēsh kō ēk
dunyā kē ‘āqibat andēsh kō ēk
Definition: fā-‘i-lā-tun fe‘-lā-tun fe‘-lā-tun fe‘-lun
A sample from Nuṣratī (d. 1674)’s couplets
WAV 44k
rakhiyā is fataḥ kē nāmē kā ‘alī nāmah nāōṅ
jis kā har razmiyah rustam kē galē kā haikal
Definition: ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun
A sample from Nuṣratī’s Ghazals
WAV 44k
disēṅ dhan mukh bic naināṅ keh mōtī thāl mēṅ ḍhaltē
laṭāṅ chaṭ tan upar yūṅ hai bhōnk jyūṅ nīr par jhaltē
Definition: mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun
A sample from Nuṣratī’s Ghazals
WAV 44k
t̤āqat nahīṅ dūrī kī ab tū bēg ā mil rē
piyā
tuj bin muṅjē jīvnā bhūt hōtā hai mushkil rē piyā
Definition: fe‘-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
A sample from Shāh Sirāj (1715-1763)’s works
WAV 44k
dil mēṅ khayālāt-e rangīṅ guzartē haiṅ jyūṅ bās phūlōṅ kē rangōṅ mēṅ rahiyē
waḥshat kē jangal mēṅ kab lag parēshāṅ hō tum keh
bhārōṅ kē sangōṅ mēṅ rahiyē
Definition: fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
A sample from Shāh Sirāj’s works
WAV 44k
khayālāt-e nairang-e cashm-e ṣanam sēṅ hai shīshē mēṅ dil kē parī kā tamāshā
hamēṅ ṣaḥn-e gulshan mēṅ tum mat dikhāō gul-e nargis-e ‘abharī kā tamāshā
Definition: fa-‘i-lā-t fā-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-t fā-‘i-lā-tun
A sample from Nuṣratī’s work
WAV 44k
jinē dhan jauvan kī mastī karē sō khajil hō ākhir
keh ae nuṣratī kisī par yo baqā mudām naiṅ hai
Definition: ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun
A sample from Walī (1667-1707)’s Ghazals
WAV 44k
nikal ae dil-rubā ghar sūṅ keh waqt-e bē-ḥijābī hai
caman mēṅ cal bahār-e nastaran hai māhtābī hai
Definition: fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
A sample from Qulī Qut̤b Shāh’s works WAV 44k
chabēlī hai ṣūrat hamārē sajan kī kyā pōtlī is kahūṅ ap nayan kī
Definition: fā-‘i-lā-tun mafā-‘i-lun fe‘-lun
A sample from Walī’s works
WAV 44k
khūb-rū khūb kām kartē haiṅ yak nigah mēṅ ghulām kartē haiṅ
Definition: maf-‘ū-l ma-fā-‘ī-lun maf-‘ū-l ma-fā-‘ī-lun
A sample from Walī’s Ghazals WAV 44k
mat ghuṣṣē kē shō‘lē sūṅ jaltē kūṅ jalātī jā ṭuk mehr kē pānī sūṅ yeh āg bujhātī jā
Definition: muf-ta-‘i-lun fā-‘i-lun muf-ta-‘i-lun fā-‘i-lun
A sample from Walī ’s Ghazals
WAV 44k
zulf tērī barhaman mukh hai terā āftāb
mukh hai terā āftāb zulf tērī barhaman
Definition: mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun mustaf‘ilun mus-taf-‘i-lun
A sample from Nuṣratī’s works WAV 44k
khūbāṅ manē awwal hai tū ākhir nahīṅ thānī hanūz
mīthāq nē tuj rūp kī duniyāṅ hai dīwānī hanūz
Definition: ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun fa-‘ū-lun / fa-‘ū-lān
A sample from Qulī Qut̤b Shāh’s works WAV 44k
terē mukh par laṭāṅ naiṅ haiṅ keh dō nāg
sulaimāṅ kī angūṭhī kē haiṅ rakhwāl
Definition: maf-‘ū-l fā-‘i-lā-t ma-fā‘-ī-l fā-‘i-lun
A sample from Walī’s Ghazals WAV 44k
us sarv-e khush adā kūṅ hamārā salām hai
us yār-e bē-wafā kūṅ hamārā salām hai
Definition: maf-‘ū-l fā-‘i-lā-tun maf-‘ū-l fā-‘i-lā-tun
A sample from Walī’s Ghazals WAV 44k
bāgh-e iram sūṅ behtar mōhan terī galī hai
sākin terī galī kā har ān mēṅ walī hai
Definition: fā-‘i-lun ma-fā-‘ī-lun fā-‘i-lun ma-fā-‘ī-lun
A sample from Walī’s Ghazals WAV 44k
mū bah mū mēṅ tujh gham sūṅ zo‘f-o-nā-tawānī hai
ṭuk karam karō sājan waqt-e mehrbānī hai
Definition: fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun
A sample from Walī’s Ghazals WAV 44k
suraj hai shō‘lah terī agan kā jō jā falak par jhalak liyā hai
namak nē apnē namak kō khō kar terē namak sōṅ namak liyā hai
Definition: fā-‘i-lā-tun ma-fā-‘i-lun fe‘-lun
A sample from Qaẓī Maḥmūd’s works
WAV 44k
dēkh tērē ō rukh rangīlē lāl
phūl hōtē haiṅ phūl khil khush ḥāl
Definition: fā-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fe‘-lun
A sample from Shāh Sirāj’s works
WAV 44k
mujh sēṅ gham dast-o-girēbāṅ nah huā thā sō huā
cāk sīnē kā numāyāṅ nah huā thā sō huā
Definition: fā-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fe‘-lun
A sample from Shāh Sirāj’s works
WAV 44k
kyā qiyāmat hai merē dil kō lubhānāṅ jānāṅ
phir taghāful kī agan bīc jalānāṅ jānāṅ
shōkhī-o-nāz sēṅ jātā hai tūṅ phir ātā hai
āfat dil hai qiyāmat hai yeh ānāṅ jānāṅ
Definition: ma-fā-‘i-lun fe‘-lā-tun ma-fā-‘i-lun fe-‘lun
A sample from Shāh Sirāj’s works
WAV 44k
ṣanam hazār huā tō wohī ṣanam kā ṣanam
keh aṣl-e hastī nābūd hai ‘adam kā ‘adam
Definition: mu-ta-fā-‘i-lun mu-ta-fā-‘i-lun mu-ta-fā-‘i-lun mu-ta-fā-‘i-lun
A sample from Shāh Sirāj’s works
WAV 44k
khabar-e taḥaiyur-e ‘ishq sun nah junūṅ rahā nah parī rahī
nah tō tū rahā nah tō maiṅ rahā jō rahī sō bē-khabrī rahī
Definition: mu-ta-fā-‘i-lun mu-ta-fā-‘i-lun mu-ta-fā-‘i-lun mu-ta-fā-‘i-lun
A sample from Shāh Sirāj’s works
WAV 44k
calī simt-e ghaib sē ik hawā keh caman surūr kā jal gayā
magar ēk shākh-e nihāl-e gham jisē dil kahēṅ sō harī rahī
Definition: ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun
A sample from Wajhī’s Qutub Mushtarī (1609-10)
WAV 44k
piyā mukh nūr thē hai jāwidāṅ ham-‘īd-o-ham-nau rōz
sūraj āvō ḥamal yā nah ‘ayāṅ ham-‘īd-o-ham-nau rōz
Definition: maf-‘ū-l fā-‘i-lā-t ma-fā-‘ī-l fā-‘i-lun
A sample from Ghawwāṣī (d. 1631)’s works
WAV 44k
ḥikmat sē jē ḥakīm yūṅ paidā jahāṅ kiyā
raushan phir akhtarāṅ sō gagan kē tharrāṅ kiyā
Definition: ma-fā-‘i-lun fa-‘i-lā-tun ma-fā-‘i-lun fe‘-lun
A sample from Ghawwāṣī’s works
WAV 44k
kitāb us kī bayān-e kalām-e rabbānī
ḥadīth us kī zabāṅ kā hai makhzan-e asrār
Definition: ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun ma-fā-‘ī-lun
A sample from Mirzā (17c.)’s works
WAV 44k
ḥusain ibn-e ‘alī kā gham muḥibbāṅ dil sōṅ karnā hai
apas jiu kē girēbāṅ mēṅ janam yō dāgh dharnā hai
Definition: mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun mus-taf-‘i-lun
A sample from Khushnūd’s works
WAV 44k
sīnāh nabī kā cāk hai sārā mulk gham-nāk hai
‘ālam uṛātā khāk hai kyā khalq dukh pāyā ‘ajab
Definition: maf-‘ū-l fā-‘i-lā-t ma-fā-‘ī-l fā-‘i-lun
A sample from Mirzā’s works
WAV 44k
āyā ‘ashūr jag mēṅ qayāmat banā huā
har shae kūṅ phir ḥusain kā mātam nawā huā
Definition: maf-‘ū-l ma-fā-‘i-lun ma-fā-‘i-lun fa‘ / fā‘
maf-‘ū-lun fā-‘i-lun ma-fā-‘ī-lun fā‘ / fa‘
A sample from Ghawwāṣī’s works
WAV 44k
dēkh ‘ām yō dunyā kahē manzil sō hēc
yā khāṣ sō ‘aqbā kahē ḥaṣil sō hēc
ḥairāṅ hūṅ mōlā kī t̤alab mēṅ pūrā
‘āshiqū sō kahē sab thē mushkil sō hēc
Definition: fā-‘i-lā-t maf-‘ū-lun fā-‘i-lā-t maf-‘ū-lun
A sample from Ghālib’s couplets
WAV 44k
kahtē hō nah dēṅgē ham dil agar paṛā pāyā
dil kahāṅ keh gum kījiyē ham nē mudd‘ā pāyā
Definition: fā-‘i-lā-tun fā-‘i-lun
A sample from Z̤afar’s couplets
WAV 44k
cup rahā jātā nahīṅ kab talak cupkē rahēṅ
Definition: fā‘ fa-‘ū-lun fe‘-lun fa‘
A sample from Z̤afar’s couplets
WAV 44k
pūch nah dil-bar kyā kahvēṅ
dard-e jigar dō din sē hai
Definition: maf-‘ū-l fā-‘i-lā-tun maf-‘ū-l fā-‘i-lā-tun
A sample from Mīr’s Ghazals
WAV 44k
galiyōṅ mēṅ ab talak tō madhkūr hai hamārā/
afsānah-e muḥabbat mashfūr hai hamārā//
kaisī wafā-o-ulfat khātē ‘abath hō qasmēṅ/
muddat huī uṭhāīṅ tum nē yeh sārī rasmēṅ//
ā ham nashīṅ kisū kē mat ‘ishq kī hawas kar/
jātī haiṅ yūṅ hī nādāṅ jānēṅ taras taras kar//
Sample 1: baḥr-e Mīr WAV 44k
Definition: fe‘-lun fā-‘i fa-‘ū-lun fe‘-lun
fā‘ fa-‘ū-lun fā‘ fe‘-l
fe‘-lun fe‘-lun fā-‘i fa-‘ū-lun
fe‘-lun fā-‘i fa-‘ū-l fe‘-l
fā-‘i fa-‘ū-lun fe‘-lun fe‘-lun
fe‘-lun fā-‘i fa-‘ū-l fa-‘ū-l
fe‘-lun fā-‘i fa-‘ū-lun fe‘-lun
fā-‘i fa-‘ū-lun fā-‘i fa-‘ū-l
Sample 1
ulṭī hō gaīṅ sab tadbīrēṅ kuch
nah dawānē kām kiyā/
dēkhā is bīmārī-e dil nē ākhir
kām tamām kiyā//
āj hamārē ghar āyā tō kyā
hai yāṅ jō nithār karēṅ/
illā khēṅc baghal mēṅ tujh kō dēr talak ham piyār kiyā//
Sample 2: baḥr-e rubā‘ī
WAV 44k
Definitiion: maf-‘ū-l ma-fā-‘i-lun ma-fā-‘ī-lun fa‘ / fā‘
maf-‘ū-lun fā-‘i-lun ma-fā-‘ī-lun fā‘ / fa‘
sab sharm jabīn-e yār sē pānī hai
har cand keh gul shugftāh pēshānī hai
Sample 3: savaiyā chand 31+32 mātrās
WAV 44k
hāē sitam nā-cār ma‘īshat karnī paṛī har khār kē sāth
jān-e ‘azīz gaī hōtī kāsh ab kē baras bahār kē sāth
Definition: fā-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fe‘-lun
A sample from Saudā’s works
WAV 44k
yārō mahtāb-o-gul-o-shama‘ baham cārōṅ ēk
maiṅ katāṅ bulbul ō parwānāh yeh baham cārōṅ ēk
Sample 1: mutadārik makhbūn muqt̤ū‘ muẓā‘if
WAV 44k
ṭuk ḥirṣ-o-hawā kī chōṛ miyāṅ mat dēs badēs phirē mārā
qazzāq ajal kā lūṭē hai din rāt bajā kar naqqārā
Sample 1: ramal makhbūn
WAV 44k
Definition: fā-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fā-‘i-lun
bas nah kar dunyā kī ae ṣāḥib-e idrāk hawas/
khāk hī khāk hai sab khāk kī kyā khāk hawas//
baghiyāṅ nūr kī taiyār kar ae bū-e saman/ keh hawā khānē kō niklēṅgē jawānān-e caman//
ṣubuḥ-dam maiṅ nē jō lī bistar-e gul par karwaṭ/ junbish-e
bād-e bahārī sē gaī nīnd ucaṭ//
Sample 2: muẓāre‘ muthamman akhrab makfūf
WAV 44k
Definition: maf-‘ū-l fā-‘i-lā-t ma-fā-‘ī-l fā-‘i-lun
gālī sahī adā sahī cīn-e jabīṅ sahī
yeh sab sahī par ēk nahīṅ kī nahīṅ sahī
Sample 3: jadīd musaddas
WAV 44k
Definition: fa-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun ma-fā-‘i-lun
mujhē ḥāṣil hō jō ṭuk bhī farāgh-e dil
to rahē kyōṅ t̤apish-o-dard-o-dāgh-e dil
Sample 4: hindī wazn (16 mātrās)
WAV 44k
Definition: fe‘-lun fe‘-lun fā-‘i fa-‘ū-lun
fā-‘i fa-‘ū-lun fe‘-lun fe‘-lun
fe‘-lun fā-‘i fa-‘ū-lun fe‘-lun
fa-‘ū-lun fā-‘i fe‘-lun fe‘-lun
is duniyā mēṅ āē haiṅ jab sē
cīn nahīṅ hai mut̤laq tab sē
yūṅ tō hāth nahīṅ kuch ānā
banēgā yāṅ sē khālī jānā
Definition: maf-‘ū-l ma-fā-‘i-lun fa-‘ū-lun
A sample from Pandit Dayā Shankar Nasīm (1811-1843)’s works
WAV 44k
zanjīr-e junūṅ kaṛī nah paṛiyō
dīwānē kā pāōṅ darmiyāṅ hai
Definition: fa‘-al fā-‘i fa‘-al / fa‘-al fa-‘ū-lun fā‘
fe‘-lun fe‘-lun fā-‘i-lun / fa‘-al fa-‘ū-lun fā‘
A sample from Naz̤īr (1740-1830)’s works
WAV 44k
birah āg tan mēṅ lagī jaran lagē sab gāt
nāṛī chuāt bēd kē paṛē phaphōlē pāt
Definition: maf-‘ū-l fā-‘i-lā-t ma-fā-‘ī-l fā-‘i-lun
calnā voh bādalōṅ kā zamīṅ cūm cūm kar
aur uṭhnā āsmāṅ kī t̤araf jhūm jhūm kar
bijilī kō dēkhō ātī hai kyā kaundtī huī
sabzē kō ṭhanḍī ṭhanḍī hawā raundtī huī
Definition: fe‘-l fa-‘ū-lun fā‘ fa-‘ū-lun
fe‘-l fa-‘ū-lun fe‘-lun fa-‘ū-lun
pawan kā jhakaṛ mēnh kā tarīṛā
pawan kā gānā voh sā'iṅ sā'iṅ
bijilī nāpē thāp garaj kī
mēnh nē chēṛ diyā shād
Definition: fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fā‘
rūmī badlē shāmī badlē badlā hindustān
tū bhī ae farzand-e kōhistāṅ apnī khūdī pahcān
Definition: fe‘-lun fa-‘ū-lun fe‘-lun fa-‘ū-lun
fe‘-lun fa-‘ū-lun
fe‘-lun fa-‘ū-lun
fe‘-lun fa-‘ū-lun
pattōṅ kē jhūmar phūlōṅ kē gahnē
maiṅ nē bhī pahnē
ab maiṅ hī maiṅ hūṅ
ik tīr ban kar ākāsh kī simt uṛnē lagā hūṅ
Definition: fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun fā‘ fa-‘ū-lun fā‘ fa-‘ū-l
fā‘ fa-‘ū-lun fā‘ fa-‘ū-lun
fe‘-lun fe‘-lun fe‘-lun
WAV 44k
bādal kālē kālē ōj faẓā mēṅ ṭahrē huē
dilōṅ nē jaisē ḍērē ḍālē hōṅ
tārīkī mēṅ tārīkī
Definition: fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
bahār āfrīnā gunahgār haiṅ ham
dhuāṅ dhār mizh gāṅ
sitārāh sī ānkhēṅ
jawānī sē shādāb lab bhīgē bhīgē
Definition: fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun
fa-‘ū-lun fa-‘ū-lun fa‘
yeh sargōshiyāṅ kah rahī haiṅ ab āō
keh barsōṅ sē tum kō bulātē bulātē
merē dil peh gahrī thakan chā rahī hai
Sample 1: sarsī chand
WAV 44k
ḍhaknī sē ik shahr ḍhakā aur ḍhakkā keh jis kā nām
sīs nawāē sūraj rājah rōj karē parnām
Sample 2
WAV 44k
Definition: fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun
fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun fa-‘ū-l fe‘-lun
sawād-e a‘ẓam kē sīnāh-e sakht par sisaktī huī siyah būnd dēkhtē hō
isī kō ab dēkhtē rahō
is kī surmaī sarsarāhaṭōṅ par nigāh rakhō
Definition: fe‘-lun fā‘i fa-‘ū-lun fe‘-lun fe‘-lun
tērī bazm mēṅ ānē sē ae jānāṅ
ānē wālōṅ kē bakht shitāb camkē
Definition: fā-‘i-lā-tun fe‘-lun
fā-‘i-lā-tun fe‘-lun fe‘-lun fā‘
fā-‘i-lā-tun fe‘-lun fa-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun
fā-‘i-lā-tun fe‘-lun fa-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fe‘-lun fā‘
fā-‘i-lā-tun fe‘-lun fa-‘i-lā-tun fa-‘i-lā-tun fe‘-lun fā‘ fa-‘i-lā-tun
raushnī tēz huī
raushnī tēz huī sham‘ōṅ kī
raushnī tēz huī sham‘ōṅ kī fānūsōṅ kī
raushnī tēz huī sham‘ōṅ kī fānūsōṅ kī aur shab kī dulhan
raushnī tēz huī sham‘ōṅ kī fānūsōṅ kī aur shab kī dulhaṅ sharmā'ī
Reference
Muḥammad Aslam Ẓiyā, ‘Ilm-e ‘Arūẓ aur Urdū Shā‘irī, Islāmābād: National Language Authority, 1997.
* Editor’s note: In preparing this chapter, we had many questions regarding transliteration,
because short vowels in Urdu are not written in the script and we could not
confirm the exact pronunciation of early Urdu. However, for the convenience of scansion,
we tentatively transliterated original Urdu script into alphabet with the kind
help of Takamitsu Matsumura and Makoto Kitada.